Tu Maan Meri Jaan Lyrics | Tu Maan Meri Jaan is a song from the album Champagne Talk, this song is sung, composed, and lyrics by King


Main teri aankhon mein udasi
Kabhi dekh sakta nahi
Tujhe khush main rakhunga sohneya
Main tere hothon pe khamosi
Kabhi dekh sakta nahin
Saari baatein main sununga sohneya

Tere dil se na kabhi khelunga
Saare raaz apne main tujhko de dunga
Meri jaan tune mujhko pagal hai kiya
Mera lagda na jiya tere bagair

Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni baahon main
Chhupa ke rakhunga

Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni aankhon main
Basa ke rakhunga

Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan

Main saaya banke saath tere
Rehna chaubi ghante
Main rehna chaubi ghante
Tere bina dil lagda nahi
Main aankhon se churalun jaana
Tere jo bhi gum the
Haye tere jo bhi gum the

Meri baahon main aake tu jaana nahin
Aisi Rab se main maangu dua

Tere dil se na kabhi khelunga
Saare raaz apne main tujhko de dunga
Meri jaan tune mujhko pagal hai kiya
Mera lagda na jiya tere bagair

Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni baahon main
Chhupa ke rakhunga

Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni aankhon main
Basa ke rakhunga

Tu maan meri jaan

Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni baahon main
Chhupa ke rakhunga

Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni aankhon main
Basa ke rakhunga

Tu maan meri jaan

SongTu Maan Meri Jaan
AlbumChampagne Talk
SingerKing
ComposeKing
LyricsKing
LabelKing
Categories: King