Tera Deedar Hua Lyrics | Tera Deedar Hua song is from the movie Jannat 2 Starring Emraam Hashmi and Esha Gupta, this song is sung by Javed Ali, with music by Pritam and Anupam Amod, and lyrics by Sanjay Masoomm
Yun tera muskurana
Aur aake chale jaana
Yun tera muskurana
Aur aake chale jaana
Kismat ka hai khuljana
Tera deedar hua
Pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua
Is dil ko
Naa to inkaar hua
Na hi ikraar hua
Jaane kya yaar hua
Is dil ko
Tujhse mila to jung ki duayen
Aur nazar ne sajda kiya
Jannat jamin pe ayi utar ke
Khushiyon ne jaise chun sa liya
Har manjar dil naseen hai
Tu hi tu har kahin hai
Ho teri ye adayen to hai sari katilana
Tera deedar hua
Pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua
Is dil ko
Naa to inkaar hua
Na hi ikraar hua
Jaane kya yaar hua
Is dil ko
Tere bina main tanha tha har pal
Hothon pe hardum thi tishnagi
Makshad nahi tha sapne nahin the
Thi zindagi mein awargi
Tu mera rehnuma hai
Manzil hai rasta hai
Ho mere liye tu to jaise Rab ka hai nazrana
Tera deedar hua
Pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua
Is dil ko
Naa to inkaar hua
Na hi ikraar hua
Jaane kya yaar hua
Is dil ko
Song | Tera Deedar Hua |
Movie | Jannat 2 |
Singer | Javed Ali |
Music | Pritam, Anupam Amod |
Lyrics | Sanjay Masoomm |
Label | Sony Music |