Haila Haila Hua Hua Lyrics | Haila Haila Hua Hua song is from the movie Koi Mil Gaya starring Hrithik Roshan and Preity Zinta, this song is Udit Narayan and Alka Yagnik, with music by Rajesh Roshan, and lyrics by Dev Kohli



Haila haila

Haila haila hua hua
Haila haila tune chhua
Haila haila main to mar gayi re
Bekhudi mein kya ye kar gayi re

Haila haila main to mar gayi re
Bekhudi mein kya ye kar gayi re

Haila haila hua hua
Haila haila tune chhua
Haila haila jaan tarash gayi re
Phir koi ghata barash gayi re

Haila haila jaan tarash gayi re
Phir koi ghata barash gayi re

Chhuna tha ek bahana
Chhu liya chhu liya chhu liya
Hey pyar tha ye purana
Keh diya keh diya keh diya

Tumko main maan gayi
Aaj pehchaan gayi
Tumko main maan gayi
Aaj pehchaan gayi

Nikle tum to deewane

Meri chori
Maine pakdi
Gori baahein
Kahe jakdi

Kaanpne laga hai ye jiya

Haila haila hua hua
Haila haila tune chhua
Haila haila main to mar gayi re
Bekhudi mein kya ye kar gayi re

Haila haila hua hua
Haila haila tune chhua
Haila haila jaan tarash gayi re
Phir koi ghata barash gayi re
Phir koi ghata barash gayi re

Rok kar dil ko dekha
Na ruka na ruka na ruka
Tune kuch kar diya to
Ye jhuka ye jhuka ye jhuka

Jaane kya maine kiya
Tujhko jaane kya hua
Jaane kya maine kiya
Tujhko jaane kya hua

Hum lage muskurane

Chaahe din ho
Chaahe raatein
Yun hi baithein
Kare baatein

Pyar humne bas mein kar liya

Haila haila hua hua
Haila haila tune chhua
Haila haila jaan tarash gayi re
Phir koi ghata barash gayi re

Haila haila hua hua
Haila haila tune chhua
Haila haila main to mar gayi re
Bekhudi mein kya ye kar gayi re
Phir koi ghata barash gayi re

SongHaila Haila Hua Hua
MovieKoi Mil Gaya
SingerUdit Narayan, Alka Yagnik
MusicRajesh Roshan
LyricsDev Kohli
LabelSaregama Music

More songs from the movie Koi Mil Gaya>>>