Aankhein Khuli Lyrics | Aankhein Khuli song is from the movie Mohabbatein Staring Shah Rukh Khan and Aishwarya Rai, this song is sung by Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Udbhav, Monahar Shetty, Ishaan,Sweta Pandit, Sonali Bhatawdekar, Pritha Mazumdar, Shah Rukh Khan, music by Jatin-Lalit and lyrics Anand Bakshi
Aankhein khuli ho ya ho band
Didar unka hota hai
Kaise kahun main o yaara
Ye pyar kaise hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Didar unka hota hai (2x)
Kaise kahun main o yaara
Ye pyar kaise hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Didar unka hota hai
Kaise kahun main o yaara
Ye pyar kaise hota hai
Aaj hi yaaron kisi pe
Mar ke dekhenge hum
pyar hota hai ye kaise
Kar ke dekhenge hum
Kisi ki yaadon mein khoye hue
Khwabon ko humne saja liya
Kisi ki bahon mein soye hue
Apna use bana liya
Ae yaar pyar mein koi
Ae yaar pyar mein koi
Na jagta na sota hai
Kaise kahun main o yaara
Ye pyar kaise hota hai
Kya hai ye jaadu hai koi
Bas jo chal jata hai
Todke pehere hazaron
Dil nikal jata hai
Dur kahin asmaanon par
Hote hai ye sare faisle
Kon jaane koi humsafar
Kab kaise kahan mile
Jo naam dil pe ho likha
Jo naam dil pe ho likha
Ikraar usi se hota hai
Kaise kahun main o yaara
Ye pyar kaise hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Didar unka hota hai (2x)
Kaise kahun main o yaara
Ye pyar kaise hota hai
Song | Aankhein Khuli |
Movie | Mohabbatein |
Singer | Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Udbhav, Monahar Shetty, Ishaan,Sweta Pandit, Sonali Bhatawdekar, Pritha Mazumdar, Shah Rukh Khan |
Music | Jatin-Lalit |
Lyrics | Anand Bakshi |
Label | YRF |
More songs from the movie Mohabbatein>>>